Sun Zara

Sun Zara

Ye mujhe kya hogya hai
Dil mera kyu kho gaya hai

Ye mujhe kya hogya hai
Dil mera kyu kho gaya hai
Bas tera chehra yaadon mein hai
Teri yaadien saath mein hain
Teri yaadon ke saaye mein chalta firoon
Tere khwabon ko dil vasaaye firoon

Mere dil mein hain chupa
Tu bhi aake sun zara
Mere dil mein hain chupa

Tu bhi aake sun zara

Kitna sakkon hai in yaadon mein
Har pal teri yaad dilaaye
Kitni suhani teri baatien
Har pal mujhe ko yu tadpaaye

Kitna sakkon hai in yaadon mein
Har pal teri yaad dilaaye
Kitni suhani teri baatien

Har pal mujhe ko yu tadpaaye
Ye haawaien keh rahi hai
Kya ishare de rahi hain
Ye haawaien keh rahi hai

Kya ishare de rahi hain

Mere dil mein hain chupa
Tu bhi aake sun zara
Mere dil mein hain chupa

Tu bhi aake sun zara

Tags
Back to top button
Close