Baby Bewafa

Baby Bewafa

Mohabbat karke main pachtaya sohniye
Mohabbat karke main pachtaya sohniye

Samjha na tera iraada
Kar baitha ishq main zyada
Tere bin feel kiya toh
Reh gaya ab main aadha

Kyun di hai yeh saza
Mujhko yeh bata
Mujhko yeh bata
Kya hai meri galtiyan

Baby bewafa! Baby bewafa!
Tune 100 toda dil mera
Baby bewafa, baby bewafa
Tune 100 dafa toda dil mera

Mohabbat karke main pachtaya sohniye
Mohabbat karke main pachtaya sohniye

Main tere naal keeta pyaar
Tu keeta karobaar
Main tainu dittiyan khushiyan
Tu de gayi gham hazaar

Main tere naal keeta pyaar
Tu keeta karobaar
Main tainu dittiyan khushiyan
Tu de gayi gham hazaar

Rab da vaasta
Kyun badla raasta
Dass de tu zara
Kyun hai bezuban

Baby bewafa, baby bewafa
Tune 100 dafa toda dil mera
Baby bewafa, baby bewafa
Tune 100 dafa toda dil mera

Mohabbat karke main pachtaya sohniye
Mohabbat karke main pachtaya sohniye

Tags
Back to top button
Close